Tu mera superman song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vimal Kumar, Manisha Vimal. This song was released on 08 Jan 1988.
Tu mera superman mai teri lady
Ho gaya hai apna pyar allready
Mai tera superman tu meri lady
Ho gaya hai apna pyar allready
Mahsus karo mahfus teri baho mein
Mahsus karo mahfus teri baho mein
Main naj karo chale sath tu jab raho mein
Main naj karo chale sath tu jab raho mein
Tu mera superman main teri lady
Ho gaya hai apna pyar allready


Humdard hai tu kamjoro ka hai sahara
Humdard hai tu kamjoro ka hai sahara
Tujhe mere liye ambar se gaya hai utara
Tujhe mere liye ambar se gaya hai utara
Main tera superman tu meri lady
Ho gaya hai apna pyar allready


Tera sunke naam aa jaye
Chamak aankho mein
Tera sunke naam aa jaye
Chamak aankho mein
Mere dil ne chuna hai
Sath tera lakho mein
Mere dil ne chuna hai
Sath tera lakho mein
Tu mera superman tu meri lady
Ho gaya hai apna pyar allready
Pyar allready pyar allready.