Tu hai meri main hu tera song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tu hai meri main hu tera
Aaja meri baaho main aa aa aa
Jina mera mushkil bada
Tere bina kerde jina aasaan mera
Dil main jo mere rehta hai
Kya tune usako dekha hai
Tere jaisi hai ya chahara tera
Tune kaha hai saath jiyenge ham
Duniya ke saath gham sahenge
Main kehta hu saath marenge
Mar bhi gaye toh yaado mein rahenge
Kabhi marti nahi hai sachchi wafa
Tu hai meri main hu tera
Aaja meri baaho main aa aa aa
Jina mera mushkil bada
Tere bina kerde jina aasaan mera
Na na na na na na na


Tu jo kahegi chaahat se aage
Rasta koyi hai manjile bhi hain kya
Main yahaan kahunga
Tu meri manzil hai rasta mera
Chal pade toh pichhe kya dekhana
Tu hai meri, main hu tera
Aa aa aaja meri baanho main aa
Jina mera mushkil bada
Tere bina karde
Jina aasaan mera aa aa.