Tu dil hai mera song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tu dil hai mera tu jaan meri
Tu dil hai mera tu jaan meri
Tadpa hoon yaadon mein teri
Yeh ishq tera na jeene de
Yeh ishq tera na marne de


Yeh ishq tera na jeene de
Yeh ishq tera na marne de
Ek baar aaja ek baar
Aaja ek baar aaja
Aye mere sanam tarse
Tujhko yeh nigaahen meri
Tarse tujhko yeh nigaahen meri
Tu dil hai mera tu jaan meri


Aashiq tera banjaara hai
Phir kya sehra kya dariya hai
Sehra mein aansu peena hai
Dariya mein pyasa rehna hai
Aashiq tera banjaara hai
Phir kya sehra kya dariya hai
Sehra mein aansu peena hai
Dariya mein pyasa rehna hai
Phir bhi na shikaayat hothon pe
Ham banke tamasha logon mein
Phir bhi na shikaayat hothon pe
Ham banke tamasha logon mein


Dekha kiye ham
Dekha kiye ham
Dekha kiye ham
Dekha kiye ham teri taraf
Hogi kab hampe nigaahen teri
Hogi kab hampe nigaahen teri
Tu dil hai mera tu jaan meri


Anjaame mohabbat mitna hai
Mitne se phir kya darna hai
Anjaame mohabbat mitna hai
Mitne se phir kya darna hai
Mitne se mitt ti ho raahen
Phir apani bhi yeh tamanna hai
Mitkar jab mitti ho jaaun
Mitti ke diye mein dhal jaaun
Marke bhi chalu main
Teri raahon mein
Marke bhi chalu main
Teri raahon mein
Itni hai dil mein chaah teri
Itni hai dil mein chaah teri
Tu dil hai mera tu jaan meri
Tadpa hoon yaadon mein teri
Yeh ishq tera na jeene de
Yeh ishq tera na marne de


Ek baar aaja ek baar
Aaja ek baar aaja
Aye mere sanam tarse
Tujhko yeh nigaahen meri
Tarse tujhko yeh nigaahen meri
Tu dil hai mera tu jaan meri.