Tu bijli hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tutu Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
Ghunghru ghunghru cham cham
Ghunghru ghunghru cham cham
Tu bijli hai ya titli hai
Tu bijli hai ya titli hai
Mere hatho mein dafli hai
Dafli pe na tujhe nacha du
Dafli pe na tujhe nacha du
Tera nam na tujhe bhula du
To mera naam nahi
Tera nam na tujhe bhula du
To mera naam nahi


Ho kis jhumri ka tu jhumru hai
Ho kis jhumri ka tu jhumru hai
Meri payal me kam ek ghunghru hai
Ghunghru na main tujhe bana du
Ghunghru na main tujhe bana du
To mera naam nahi
Tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi
Tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi


Tu suraj hai na chanda hai
Ek mamuli sa banda hai
Ye soch liya maine dil mein
Ye soch liya maine dil mein
Kya yaad karegi tu din mein
Tare na tujhe dikha du
Tare na tujhe dikha du
To mera naam nahi
Ho tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi
Tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi


Hai saaf badi ye baat likhi
Hai saaf badi ye baat likhi
Tere mukh par hai maut likhi
Kya rakha hai in bato mein
Gussa hai in aankho mein
Main pyar na tujhe sikha du
Main pyar na tujhe sikha du
To mera naam nahi
Tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi
Tera naam na tujhe bhula du
To mera naam nahi.