Tota tota song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pahlaj Nihalani. This song was released on 01 Jan 2018.
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna
Kehna bin tere mushkil hain
Ab zinda rehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna


Sari umar ab humko bireh ki
Aag mein jalkar jeena hain
Hum chahe ya na chahe ye gham
Ka zehar to pina hain
Namumkin hain ab to dard judai
Ka sehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna
Kehna bin tere mushkil hain
Ab zinda rehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna


Bas jo chale to pyar mein tere
Mout ki had se guzar jau
Pyar jo tera pa na saku to
Pyar mein tere mar jau
Bas jo chale to pyar me tere
Mout ki had se guzar jau
Pyar jo tera pa na saku to
Pyar mein tere mar jau
Marna hain aasan hai mushkil
Tujhse juda rehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna
Kehna bin tere mushkil hain
Ab zinda rehna
Tota tota sajan se kehna
Tota tota sandaisa kehna


Gham ke kante chunke teri raho
Main phool bichana hai thukra ke
Har rasam hume to pyar ki rasam
Nibhana hain ek din to  hum mil
Ke rahenge pyar bhari in raho me
Marna hain to mar jaynge ek
Duje ki baho mein
Gham ho ya ho khushi hume
Hai sath sath sehna
Aaja aaja sajan tu aaja
Aaja aaja sajan tu aaja
Aaja aaja sajan tu aaja
Aaja aaja sajan tu aaja.