Tohe lene aai main sanwariya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K P Singh, N P Singh. This song was released on 13 Aug 1974.
Nishana jinka jamane me chukta hi nahi
Unhi ne aaj nigaho ke teer thaye hai
Dil me jo hota hai
Chehre pe likha hota hai
Lagta hai lutne wale hi lut ke aaye hai


Are o tohe lene tohe lene aayi mai aayi sanwariya
Tohe lene aayi mai aayi sanwariya
Chalna hoga preet nagariya nagariya
Jaha tu basa hai vaha pyar nahi hai
Aa aa piya aaja o piya aa aaja
Tohe lene aayi mai aayi sanwariya


Teri duniya sanwarugi mai pyar se
Bhul jayege gham ke fasane
Teri duniya sanwarugi mai pyar se
Bhul jayege gham ke fasane
Luti daulat ki chahat na hogi tujhe
Husn ke jab milenge khajane
Na ho hairan na paresan
Kya tujhe mujhpe aitbar nahi hai
Aa aa piya aaja o piya aa aaja
Tohe lene aayi mai aayi sanwariya


Sathi mera agar tu ganwara kare
Jindagi apni tujhpe mai varu
Sathi mera agar tu ganwara kare
Jindagi apni tujhpe mai varu
Pyas teri jo mujhko ishara kare
Tere kande mai sawan utharu
Ye jamana hai begana
Tere dil ko yaha karar nahi hai
Aa aa piya aaja o piya aa aaja
Tohe lene aayi mai aayi sanwariya
Aa aa piya aaja o piya aa aaja
Tohe lene aayi mai aayi sanwariya.