Thoda sa pyaar song song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ishq se Khuda bhi, ishq meri jaan bhi hai
ishq se pary to tu hi rasm o jaan bhi hai
kabhi main jeena chaahun, kabhi main bhoolun jeena
kabhi main maangun aise duaaeyn sau baar
ho thoda saa pyaar
kabhi main chaahun yeh ho, kabhi main chaahun woh ho
kabhi main bhi kisi ka karun intezaar
ho thoda sa pyaar
thoda sa badle, thoda sa behle
thoda sa machle, yeh dil khawaab ki baar
meri bhi hai tamanna, kisi ka to hai banna
kisi se jhoota roothun, karun main taqraar
ho thoda sa pyaar
milta hi nahi, dhoonda hai laakh woh chehra zamaane mein
jis ka roz hi aata hai naam sa’at ke fasaane mein (x2 times)
rozaana usey dhoondun, rozaana usey bhoolun
rozaana usey paalun khayaalon pe sawaar
ho thora sa pyaar
ishq se Khuda bhi, ishq meri jaan bhi hai
ishq se pary to tu hi rasm o jaan bhi hai
lafzon mein kahin jaane kiyun khoi hai meri kahaani hi
apni baaton ko acha hai main kahun apni hi zabaani bhi (x2 times)
zara sa main jali hun, zara sa main bujhi hun
zara sa main dhuwaan hun hawaaon pe sawaar
ho thora sa pyaar
thoda sa badle, thoda sa behle
thoda sa machle, yeh dil khwaab ki baar
meri bhi hai tamanna, kisi ka to hai banna
kisi se jhoota roothun, karun main taqraar
ho thora sa pyaar (x3 times)