Thandi hawa sun song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B.S. Shaad. This song was released on 06 May 1994.
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina aa haa


Bachpan gaya kab aayi jawaani
Mujhko kasam main ye bhi na jaani
Bachpan gaya kab aayi jawaani
Mujhko kasam main ye bhi na jaani
Kitane baras bite yun bas
Kitane baras bite yun bas
Aankhon mein neendiya lave mein china
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina


Heiraan hone ki ye ghadi hain
Jaane ye duniya kitani badi hain
Heiraan hone ki ye ghadi hain
Jaane ye duniya kitani badi hain
Tauba meri main dar gayi
Tauba meri main dar gayi
Ghabharake maine meech liye naina
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina


Anjaan rastein main hool akeli
Ban jaa pawan tu meri saheli
Anjaan rastein main hool akeli
Ban jaa pawan tu meri saheli
Lamba safar lagata hain dar
Lamba safar lagata hain dar
Lambein safar mein saath mere rehana
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina


Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina.