Thandi hawa mein jiya dole song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Jayant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Thandi hawa mein jiya dole o khaye hichkole
Jawani meri deewani jawani meri deewani
Thandi hawa mein jiya dole o khaye hichkole
Jawani meri deewani jawani meri deewani


Dekh dekh sawan ki badariya
Man mein uthe lahariya
Man mein uthe lahariya
Dekh dekh sawan ki badariya
Man mein uthe lahariya


O sapno ki bagiya mein jaise
Aaye koi sawariya
O sapno ki bagiya mein jaise
Aaye koi sawariya
Haye aasha ko pyar ke hichkole
Jhulaye haule haule
Jawani meri deewani jawani meri deewani
Thandi hawa mein jiya dole o khaye hichkole
Jawani meri deewani jawani meri deewani


Pyar basa ho man ke andar
Phir kyu ho ghar suna
Pyar basa ho man ke andar
Phir kyu ho ghar suna
O sawan bhi aur sajan bhi hai
Rang khushi ka jhuma
O sawan bhi aur sajan bhi hai
Rang khushi ka jhuma
Haye yuhi papiha jab bole
Bharam mera khole
Jawani meri deewani jawani meri deewani
Thandi hawa mein jiya dole o khaye hichkole
Jawani meri deewani jawani meri deewani.