Teri nazro ne aisa kaata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Abdul Rahim Khan, Jaimal, Kandola. This song was released on 17 Sep 1962.
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi ab
To na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata


Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Wadi socho ni zara socho
Ho badi socho ni zara socho
Ya neend ki de ja goli
Ya dil ki basa de kholi
Ho wadi bolo ni zara bola
Ho wadi bolo ni zara bola
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata


Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka bhai
Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka
Wade socho ni zara socho
Ho wadi socho zara socho bhai
Ek baar tu ban ja meri
O phir dekh hai duniya teri
O wadi dekho ni zara dekho
O wadi dekho ho zara dekho
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata.