Teri masumiyat song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jashwant Gangani, C.J.Gadara, Dinesh Likhiya. This song was released on 26 Jun 2015.
Ho..o..


Hoye re..hoye re..
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ki tune aisa kya kiya?


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya


Pata nahi tha, pyaar mein itna
Meetha dard hota hai
Tumko leke kabhi kabhi,
Dil bachcha banke rota hai


Pata nahi tha, pyaar mein itna
Meetha dard hota hai
Tumko leke kabhi kabhi,
Dil bachcha banke rota hai


Teri pehli nazar hamein,
Khud se juda kiya
Teri pehli nazar hamein,
Khud se juda kiya


Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ki tune aisa kya kiya?


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya


Kaise sambhaale nadaan dil ko,
Jo tere liye dhadak uttha
Na maane, main kya karoon haaye
Kaise dilaasa doon jootha


Kaise sambhaale nadaan dil ko,
Jo tere liye dhadak uttha
Na maane, main kya karoon haaye
Kaise dilaasa doon jootha


Teri pyaari si moorat ko,
Dil mein basa liya
Teri pyaari si moorat ko,
Dil mein basa liya


Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ho mann bhatke teri yaad baar baar
Ki tune aisa kya kiya?


Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein,
Banjara bana diya.