Tere panth nihar kanhaiya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tere panth nihar kanhaiya
Mai to gayi hu haar
Jamuna ke par se tu
Kaise sunege pukar
Jab dekhi teri surat sawari
Sach kahu mai
To ho gayi bawari
Badnam kare badnam
Kare sara gokul dham re
Sach kahu mai
To ho gayi bawari
Ab to aa re kanhaiya
Na sata re kanhaiya


Wo basnat ki raat
Wo basnat ki
Raat mdhuban me
Jab phul khile the
Baho me baho dale jab
Hum tum sang mile the
Jab hum tum sang mile the
Yaad aaye teri surat sawari
Sach kahti hu mai bawari
Jab dekhi teri surat sawari
Sach kahu mai
To ho gayi bawari
Ab to aa re kanhaiya
Na sata re kanhaiya


Tadap rahi hu haye
Tadap rahi hu haye
Na jane haal koi mere dil ka
Krishan chand tere bin lage
Aarth chand bhi pura
Mai to jagu aur
Soye sara gaav re
Sach kahu mai
To ho gayi bawari


Jab dekhi teri
Surat sawari
Sach kahu mai
To ho gayi bawari
Badnam kare badnam
Kare sara gokul dham re
Sach kahu mai
To ho gayi bawari
Ab to aa re kanhaiya
Na sata re kanhaiya.