Tere liye pyaar ki bahaar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dhillon Brothers. This song was released on 01 Jan 1994.
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana


Aankhon ka jaam zulfon ki shaam
Hai tere naam aa jaana
Nas nas mein pyaas jalti hai aag
Aa mere paas aa jaana
Tu mera main teri ab kaahein ki hai deri
Dil beqaraar hai mere yaar
Ho jaaye pyaar saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana


Mere liye pyaar hai pooja sanam
Chahungi tujhko janam janam
Baalam jahan ho tere kadam
Swarg wahan hai teri kasam
Sun mann ki baat din ho yaa raat
Chhute na saath saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana


Jhilmil hai taare mausam jawaan re
Mann ye pukaare aa jaana
Dil ki dagar hai kaahein ka dar hai
Jaata kidhar hai aa jaana
Pyar ka le maza chha raha hai ab nasha
Naino ko jhod tanha na chhod
Yun dil na tod saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana.