Tere bina suna laage song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukesh. This song was released on 01 Jan 2018.
Tere bina suna suna laage
Is duniya ka mela
Is duniya ka mela
Baat  teri jeevan jeevan hai
Tere bina jhamela
Tere bina duniya ka mela


Aaj tu hai dur humse
Kal tak the jo hamare
Kal tak the jo hamare
Jati rah gayi main
Sagar tere kinare
Sagar tere kinare
Kimat na chhoda kahi ka
Khel aisa khela
Is dunia ka mela


Kitne kathor hai
Tod di hai aas meri
Tod di hai aas meri
Jeevan adhura mera
Duniya udas meri
Haye duniya udas meri
Jitni si aas rakhi thi
Utna hi dukh jhela
Is duniya ka mela.