Tere behan aur bhai lagte hai song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salim Akhtar. This song was released on 13 Nov 1998.
Tere behan aur bhai lagte hai mujhe kasai ho
Kya yeh prem ki batti jalne denge ke nahin
Ari bol shabbo bol sangam hoga ki nahin
Nahin kabhi nahin


Teen meri bahene aur chaar mere bhai
Saato hi mere amma baba ki kamaai
Aankhein jo dikhayega to karenge dhulaai
Leza waapas aake teri ye lugaai
Kaise padhu main pyaar ka pahada
Kar diya haay tumne mera kabaada


Socha thaa ke shaadi karke aish karenge
Socha thaa ke shaadi karke aish karenge
Pyaar wala check hum kesh karenge
Haan pyaar wala check hum kesh karenge
Haan ji haan oye oye haan ji haan oye oye
Na na na na nare naare naare
Na na na na nare naare naare
Na na na na nare naare naare
Na na na na nare naare naare


Bacha bacha zaher lage
Bacha bacha zaher lage
Laayi hai dahez mein inhein
Kaahein tu baapu ke ghar se
Aallaa re aallaa re


Ho in sasuro ko dekha toh aisa laga
In sasuro ko dekha toh aisa laga
Jaise kaanto ke jhaad jaise zaher ke pahaad
Jaise dengyu bukhaar jaise bichhu ke haar
Jaise raavan ke roop jaise neem ka soop
Jaise dushman ne di ho koi bad duaan ho


Tujhe pitane ko dil karta hai
Ho gochu tujhe pitane ko dil karta hai
Jo bhi mann mein aaye woh bakta hai
Tujhe pitane ko dil karta hai


Saat ullu pade pade
Ghoore humko khade khade
Saat ullu pade pade
Ghoore humko khade khade
Sach sach main kaheti hoon sun lo aji
Gaadenge tambu yahin pe sabhi
Raat bhar muye
Raat bhar muye milane na de
Beete dikhaye bade bade


Kambakhto kambakhto futo kahin
Miyaan biwi ko zara chhodke
Khele kabaddi armaan dil mein
Aao gusedun tumhein saapo ke bil mein


Khatiya ke neeche kya hai
Khatiya ke neeche
Parde ke pichhe kya hai
Parde ke pichhe
Ho khatiya ke neeche bhaai
Parde ke pichhe bahena
Ye meri aankh ke taare
Ye mere ghar ka gahena
Haayo rabba main kyaa karun
Kahaan marun
Chup chup chup chup chup chup
Chup chup chup chup chup chup are chup


O didi bolo na ye kundi kholo naa
Ke babloo rota hai guddu nahin sota hai
Ke chinki ladati hai mujhe tang karti hai
Ke chhutki darti hai ke
Dekho chintu ko khasi aati hai
O didi bolo na ye kundi kholo naa
O didi bolo na ye kundi kholo naa.