Tera kisi se pyar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja


Guzri hui yeh baat hai
Ab yeh fasana bhul ja
Guzri hui yeh baat hai
Ab yeh fasana bhul ja
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja


Milke jo tu bichhad gaya
Milke jo tu bichhad gaya
Dil ka chaman ujad gaya
Dil ka chaman ujad gaya
Ruthi huyi bahar ka
Laut ke aana bhul ja
Ruthi huyi bahar ka
Laut ke aana bhul ja
Roti huyi jawaniya
Roti huyi jawaniya
Kahti hai yeh kahaniya
Kahti hai yeh kahaniya
Jalna tha dil ka aashiya
Ab bujhana bhul ja
Jalna tha dil ka aashiya
Ab bujhana bhul ja


Badle mein tere pyar ke
Gham ko gale laga liya
Gham ko gale laga ke
Gham ko gale laga ke
Tu aansoo bahana bhul ja
Gham ko gale laga ke
Tu aansoo bahana bhul ja
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja.