Tauba tauba yeh adayein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tauba tauba yeh adayein
Tauba tauba tauba ye nigahe
Tauba tauba yeh adayein
Tauba tauba tauba ye nigahe
Yeh nigahe hai kya jadu
Hua hua hua haye dil mera bekabu
Tauba tauba yeh adayein


Gaya gaya jispe haye mera dham
Bade bade nakhre wala hai sanam
Jane jane jane kare na sharm
Kare kare kare sada dil pe istam
Tauba tauba tauba yeh jafaye
Tauba tauba tauba yeh nigahe
Ye nigahe hai kya jadu
Hua hua hua haye dil mera bekabu
Tauba tauba yeh adayein


Sachi sachi sachi dear pyar karega
Kisi kisi kisi kisi se na kabhi darega
Mera mera mera jab dil barega
Teri teri teri teri teri judai mein marega
Tauba tauba tauba kaha jaye
Tauba tauba tauba yeh nigahe
Ye nigahe hai kya jadu
Hua hua hua haye dil mera bekabu
Tauba tauba yeh adayein


Mera mera mera mera liya dil hi chura
Liya liya liya liya tune badle yeh kya
Diya diya diya mera chain udda
Kiya kiya kiya kiya mere sath daga
Tauba tauba tauba kaha fajaye
Tauba tauba tauba ye nigahe
Ye nigahe hai kya jadu
Hua hua hua haye dil mera bekabu
Tauba tauba yeh adayein.