Tara rum tara rum song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1956.
Arraa rum tarraa rum
Tic tic tic tic
Arraa rum tarraa rum
Duniyaa ke kaise kahin gham
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam hic
Hahahahaha
Ho ho ho ho


Koyi kahe mera
Piya ghar aaye naa
Kisi kaa nikhattoo
Miyaan paisaa laaye naa
Laale ko ye dar
Paisaa koyi khaaye naa
Arre buddhe ko fikar
Buddhi bhaag jaaye naa
Zakhmi jigar hai
Dar hai fikar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aalaa ki kasam
Wai wai wai
Zakhmi jigar hai
Dar hai fikar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aalaa ki kasam
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam
Arraa rum tarraa rum
Duniya ke kaise kaise gham
Kahin zyada kahin kam


Majnu ne kholi bhaiya
Pyaar ki dukaan
Laila maange majnu
Se dil ka lagaan
Koi roye dukh se
Lagaaye koi paan
Ek mr shamshaan jaaye
Doojaa kabristan
Aa aa
Koi butler hai
Koi afsar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aalaa ki kasam
Wai wai wai
Koi butler hai
Koi afsar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aalaa ki kasam
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam
Arra rum tarra rum
Duniya ke kaise kaise gham
Kahin zyada kahin kam


Duniya ki aisi taisi
Duniya hai kyaa
Khel ghadi bhar ka hai
Chhoot jaayegaa
Tera mera kuchh
Nahin pyaar ke siwaa
Aankh jahaan band huyi
Datt datt daa
Jeena pal bhar hai
Phir mar mar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aala ki kasam
Wai wai wai
Jeena pal bhar hai
Phir mar mar hai
Sab gadbad hai
Nikle hai dam
Khote aala ki kasam
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam
Arra rum tarra rum
Duniya ke kaise kaise gham
Kahin zyada kahin kam
Arra rum tarra rum
Duniya ke kaise kaise gham
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada kahin kam
Kahin zyada aur kahin.