Taqdeer me likha hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Taqdeer me likha hai
Meri thokre khana
Ha bedard jamana
Ha bedard jamana
Ab kaun sune
Dil ki kahani mere
Puchhega kaun
Aankho ka pani mere
Ye din isi khanabadosh
Ke pyar kiya
Kyun pyar kiya
Marne na diya jina
Bhi dushawar kiya
Aaya na char din bhi
Tumhe pyar nibhana
Haye pyar nibhana
Bedard jamana


Maiya ne mujhe chhod diya
Babul ne mukh mod liya
Saajan ne bhi dil tod diya
Haye iss dard ki maari
Ka raha kaun thikana
Main kisse aaj roke sunau
Ye fasana sunau ye fasana
Bedard jamana


Hai raat andheri
Mere dil me hai
Andhera mere dil
Me hai andhera
Ujada huwa hai aaj
Mera kal ka basera
Haye kal ka basera
Bhagwan bhagwan
Bhagwan bhagwan
Bhagwan meri raat
Ka kab hoga savera
Kab tak tujhe manjur hai
Yu mujhko rulana
Haye mujhko rulana
Haye haye haye bed