Tak dhina dhin song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sujoy Ghosh. This song was released on 30 Oct 2009.
Hey abhi na maanega abhi na jaanega
Meri yeh baatein yahaan
Kabhi na kabhi tu pehchaanega
Maine tha sach kahaan


Hey abhi na maanega abhi na jaanega
Meri yeh baatein yahaan
Kabhi na kabhi tu pehchaanega
Maine tha sach kahaan


Khoyi khoyi teri haalat khoyi khoyi
Aaja jaga ja le teri kismat soyi soyi


Tere ishaaron pe naachega saara jahaan


Tak dhina dhin
Hey aladin
Badali duniya ke aaya naya din


Tak dhina dhin
Hey aladin
Kal bhula de ke abb hai tera din


Abhi na maanega
Abhi na jaanega
Meri yeh baatein yahaan
Kabhi na kabhi tu pehchaanega
Maine tha sach kahaan


Hey
Sa ga pa pa
Pa dha pa
Sa ma dha na dha
Sa ga pa pa
Pa dha pa
Pa dha re re
Pa dha re re
Sa ga pa pa
Pa dha pa
Sa ma dha na dha
Sa ga pa pa
Pa dha pa
Pa dha re re
Pa dha re re


Are ree re


Re re sa
Sa sa sa


Are tune jo dekha na socha
Na hoga kabhi tere khaabon mein
Are hone hai woh jo tune
Padha hoga kahin kitaabon mein


Ho tere question ka
Tu hi answer hai
Zindagi disco
Hum sab dancer hai
Sang apane jhoomega
Gaayein saara yeh sama


Tak dhina dhin
Hey aladin
Badali duniya ke aaya naya din
Tak dhina dhin
Hey aladin
Kal bhula de ke abb hai tera din


Abhi na maanega
Abhi na jaanega
Meri yeh baatein yahaan
Kabhi na kabhi tu pehchaanega
Maine tha sach kahaan


Maine toh naacha na hi gaaya
Kabhi mere khwaabon mein
Kya hai jo mujhe gawaata hai
Koi mujhe yeh bata to de
Mere questions ka kya koi answer hai
Mere andar kya koi dancer hai
Dancer hai duniya se kaahe tu chhupaye


Tak dhina dhin
Hey aladin
Badali duniya ke aaya naya din


Tak dhina dhin
Hey aladin
Kal bhula de ke abb hai tera din


Abhi na maanega
Abhi na jaanega
Meri yeh baatein yahaan
Kabhi na kabhi tu pehchaanega
Maine tha sach kahaan


Hey hey hey tak dhina dhin
Hey aladin
Badali duniya ke aaya naya din
Tak dhina dhin
Hey aladin
Kal bhula de ke abb hai tera din


Sa re ga re ma ga re sa
Sa re ga re ma ga re sa
Saaa.