Tadpati hai meri ashko mein song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tadpati hai meri ashko mein
Teri yad barso se kiya kar dil hai
Dil ki dhadkane fariyad barso se


Tammana ke diye
Dhundhla gaye hai
Ab to aa jao
Ab to aa jao
Meri ankho mein ansu
Aa gaye hai ab to aa jao
Ab to aa jao


Bahare saikado guzari
Tumahri rah tak tak ke
Rah tak tak ke
Hum is tanhai se
Ghabra gaye hai
Ab to aa jao
Ab to aa jao


Mujh dar hai
Ke seena fat na jaye
Aasmano ka
Aasmano ka
Meri lali labo tak
Aa gai hai
Ab to aa jao
Ab to aa jao.