Surroor song is from and it is sung by and . Record label of this song is TSeries.It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vipin Reshammiya. This song was released on 23 May 2014.

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwabon mein tu
Sanson mein tujhe basaya hai
Tera suroor dil pe chhaaya hai

Meri aankhon me tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera suroor dil pe chaaya hai

Tere bina ab to kaheen
Kat.ta nahi waqt intezar ka..
Tere mere ikraar ka
Lamha yehi to hai bas pyaar ka
Veeraniyon se mujhko nikala
Teri yaadon ne mujhko sambhala

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu

Mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaya hai
Tera suroor dil pe chhaya hai

Tera ta, tera ta tera suroor
I don't know baby hai kiska kasoor
Aaja tu aaja meri baahon mein
Phir chadh gaya baby tera fitoor

Woh..oh. oh..oo..
Woh..oh. oh..oo..
Woh..oh. oh..oo..
Woh..oh. oh..oo..

Jab se kiya tujhpe yakeen
Meri wafa ko sahara mil gaya..
Sajne lage armaan mere
Dil ke falak ko sitaara mil gaya..
Saaye se tere lipta rahoon main
Teri ragon mein ab to bahoon main

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaya hai
Tera suroor dil pe chhaya hai