Surmai andhera hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R. K. Nayyar. This song was released on 01 Jan 2018.
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hain
Woh bhi to tumhara hain
Mere badan ke
Mahke chaman ka
Har phool tumhara
Hain tumhara hain
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hain
Wo bhi to tumhara hain


Sharbati aankho ka
Ras jiske liye hain
Ha ha kiske liye hain
Hai wo mere sawre
Jiske liye hain
Jiske liye hain
Maine har mod pe
Usko hi pukara hain
Pukara hain
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hain
Woh bhi to tumhara hain


Rahe uski baho
Me kho jau
Kho jau baho mein kho jau
Abhi se abhi se main
Uski uski main ho jau
Ho jau uski main ho jau
Lekin intazaar ka khel
Bada pyara hain
Bada pyara hain
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hai
Wo bhi to tumhara hain


Dil betab ye kahdo
Yun na machle
Ke na machle
Dil betab ye kahdo
Yu na machle
Kuch der aur abhi
Sambhle abhi sambhle
Bhigi huyi raat ka bhi to
Yahi isara hain
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hai wo
Bhi to tumhara hain
Mere badan ke
Mahke chaman ka
Har phool tumhara
Hain tumhara hain
Surmai andhera hain
Ye bhi to tumhara hain
Chal pai ujala hain woh
Bhi to tumhara hain.