Surat ho toh aisi ho song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.H. Kapadia. This song was released on 01 Jan 1957.
Zulf hai dosh pe yaa
Saanp hai balkhaya huaa
Chaal jaise mor koi
Raks me aaya huaa
E dil ki dushman hai ye
Aankho ke gulaabi dore
Bach ke jaayega kahan
Chot koi khaaya huaa
Ek nazar me dil le jaaye
Ek nazar me dil le jaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Dekh jise chanda
Sharamaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho


Ek ek aknh teri pure
Sawaa lakh di hai o
Zindagi saaddi tere
Agge fakat takh di hai o
Sodiyaan jaag diyaan
Hotho pe naam hai teraa o
O soniyo tisari baar teri
Gali kaa aaj pheraa hai o
Are dekh ke munh
Se nikale haaye
Are dekh ke munh
Se nikale haaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Ek nazar me dil le jaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Dekh jise chanda
Sharamaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho


Ek nozor me dil le jaaye
Ek nozor me dil le jaaye
Surat ho to
Aisi ho
Surat ho to aisi ho
Ek nazar me dil le jaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Dekh jise chanda
Sharamaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho


Haay re haay re
Baat chalat hai thumak
Thumak thaa thai
Baat chalat hai thumak
Thumak kyun gopi brindaaban ki
Jo dekhat so sudh budh
Bhulat pal chhin me tan man ki
Ye do naina mad ke pyaale
Kesh ye ghunghar waale
Are rup daas aaya hai
Le ke abhilasha darshan ki
Ang ang bijali laharaaye
Ang ang bijali laharaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Ek nazar me dil le jaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho
Dekh jise chanda
Sharamaaye
Surat ho to aisi ho
Surat ho to aisi ho.

More songs of Francis Vaz