Sun sun re zara insan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sun sun re zara insan
Sun sun re zara insan
Ho sun sun re zara insan
Kis par karta hai tu abhiman
Ke ek din aayega wo toofan
Ke jab mit jayegi
Matti me sab shan
Sun sun re zara insan


Baate banata kyu badh badh ke
Chalta kyu akad akad ke
Chalta kyu akad akad ke
Kon bachane aayega
Jab le jayega kaal pakad ke
Jab le jayega kaal pakad ke
Are kitna badh le
Kitna badh le
Kitna bhi chad le
Manjil hai teri madaan
O sun sun re zara insan
Kis par karta hai tu abhiman
Ke ek din aayega wo toofan
Ke jab mit jayegi
Matti me sab shan
Sun sun re zara insan


Niche hai dharti
Upar hai aasman
Chalti hai duniya ka chaki
Chalti hai duniya ka chaki
Iske do bade pato ke bich me
Koi bacha na baki
Koi bacha na baki
Are tu to kya chees hai
Tu to kya chees
Yaha ravan se raja ka
Baki raha na nishan
O sun sun re zara insan
Kis par karta hai tu abhiman
Ke ek din aayega wo toofan
Ke jab mit jayegi
Matti me sab shan
Sun sun re zara insan


Bade bade papi aaye the jinke
Sara jagat tharaya
Sara jagat tharaya
Ek din aise gire muh ke bal
Char kando ne unko uthaya
Char kando ne unko uthaya
Are auro ki kutiya
Auro ki kutiya jalayega to
Jal jayega tera makan
Sun sun re zara insan
Kis par karta hai tu abhiman
Ke ek din aayega wo toofan
Ke jab mit jayegi
Matti me sab shan
Sun sun re zara insan.