Sun sun barasat ki dhun song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt. This song was released on 09 Jul 1993.
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garza simat gaye hum
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garza simat gaye hum
Ye hai kitna acha sagun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun


Shola hai shola teri jawani
Jalta dikhayi deta hai pani
Shola hai shola teri jawani
Jalta dikhai deta hai pani
Jitni ye barish badhti rahegi
Thandak dilo ke padti rahegi
Aise me tu hari umar ka
Mitha sa koi sapna bun
Ye hai kitna acha sagun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun


Chaya hai aisa mausam ka jadu
Jismo se aaye phoolo ki khusbu
Chaya hai aisa mausam ka jadu
Jismo se aaye phoolo ki khusbu
Sanso me sanse ghulne lagi hai
Sharmili bahe khulne lagi hai
Bandh ke ghunghru pyar ke hum
Aao nache chun chun chun
Ye hai kitna acha sagun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garza simat gaye hum
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garza simat gaye hum
Ye hai kitna acha sagun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun.