Subha ki train song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Preet teri sar chadhi hai haule haule
Subah ki chai mein adrak jaise ghaule (x2)

Sardi mein jaise dhoop ka
Yoon karun tera intezaar
Chalun chaand pe ho tere sang sawaar
Subha ki train pyar tera subha ki train
Jaagun sari rain pyar tera subah ki train
Subha ki train pyar tera subha ki train

Aa..

Sooraj se pehle nikal pade
Duniya chaahe jal mare haaye (x2)

Chhuk chhuk sa dil karein
Ruk ruk ke ye badhe (x2)

Kabhi dhadkan bhi bani toofan mail

Subha ki train pyar tera subha ki train
Naa neend na chain
Pyaar tera subha ki train
Subha ki train pyar tera subha ki train

Sard hawaon mein jaise koyle ki aanch tu
Oas se bheega jo kohre ka kaanch tu (x2)

Bheena bheena sa tu dhuaan
Jheena jhenaa ye mann huaa (x2)

Tu engine main hoon jaise teri rail
Subah ki train pyar tera subha ki train
Rahein dekhe nain pyar tera subha ki train
Subah ki train pyar tera subha ki train