Shikwa na karenge song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Habib Productions. This song was released on 01 Jan 2018.
Jee bhar ke satale
Mujhe jitna hai satana
Shikwa na karenge
Na shikayat aye zamana
Shikwa na karenge
Shikwa na karenge
Na shikayat aye zamana
Shikwa na karenge


Duniya duniya ki aadat hai
Garibo ko satana
Har roz becharo ko
Naya zakhm lagana
Naya zakhm lagana
Armaano mein aata hai tumhe
Armaano mein aata hai tumhe
Aag lagana
Shikwa na karenge


Jo dard jo dard diye hai
Sab unka gunah hai
Aakash pe saye me kise
Chain mila hai
Kise chain mila hai
Rote hue sab aaye hai
Rote hue sab aaye hai
Rote hue jana
Shikwa na karenge
Na shikayat aye zamana
Shikwa na karenge.