Sheeshe ki umar pyar ki aakhir mishal kya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. Loganathan. This song was released on 01 Jan 2018.
shishe ki umar pyar ki akhir mishal kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya

shishe ki umar pyar ki akhir mishal kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya
are tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya

hum apne liye jite hai humko jaha se kya
hum khun jigar lite hai humko jaha se kya
hum apne liye jite hai humko jaha se kya
hum khun jigar lite hai humko jaha se kya
ek rat ki hoti hai shama is ki hai aas kya
shishe ki umar pyar ki akhir mishal kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya
haye tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya

bhul ja kasame tod de vade
na badale kisi ne yaha irade
husan bhi jhutha pyar bhi jhutha
wafa bhi jhuthi yaar bhi jhutha
rahi ye duniya kiski hokar
marde duniya ko tu thokar
khud ka nahi hai bharosa koi
duniya ka sath kya
shishe ki umar pyar ki akhir mishal kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya
are tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya

rone se kahi acha hai tu gaale jhum ke
phulo ka jala hai ye sina kato ko chum le
rone se kahi acha hai tu gaale jhum ke
phulo ka jala hai ye sina kato ko chum le
hum diwane hai
diwano ka din kya hai raat kya
shishe ki umar pyar ki akhir mishal kya
tuta jo dil kisi ka to hairat ki baat kya