Shara ram maria song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nik Patel, Kiran Patel. This song was released on 16 Jun 2006.
Shara ra mam mariya
Jeeyega ham marega ham tere liye
Shara ra mam mariya
Naachega ham gaayega ham tere liye
Chaand taaron ke paas jaaye
Aasmaan mein ghar banaye
Ab toh jaanejaa saath aja re
Shara ra mam mariya
Shara ra mam mariya
Jeeyega ham marega ham tere liye
Shara ra mam mariya
Naachega ham gaayega ham tere liye
Chaand taaron ke paas
Jaaye aasmaan mein ghar banaye
Ab toh jaanejaa saath aja re
Shara ra mam mariya


Tere tere tere liye subah
Shaam ham intezaar
Mera dil kehta hai ke bas
Tu hi tu mera pyar
Kehte rehte hai mujhko
Sab tere pyar mein deewana
Main yeh jaanu tere pyar
Mein mujhko kya mila
Dil ke haal ko ham bataye
Jo tu chahe kar dikhaye
Ab toh jaanejaa saath aja re
Shara ra mam mariya
Shara ra mam mariya
Jeeyega ham marega ham tere liye
Shara ra mam mariya
Naachega ham gaayega ham tere liye
Chaand taaron ke paas
Jaaye aasmaan mein ghar banaye
Ab toh jaanejaa saath
Aja re shara ra mam mariya


Dubkar sanam karenge
Ham ek dusre se pyar
Chhod kar na jaaungi
Tujhe kar le aitbaar
Mera thikana ho bas
Tere dil mein jaaneja
Mere jaisi dilruba ka dil
Milta hai kaha hai kahaan
Dil ke haal ko ham bataye
Jo tu chahe kar dikhaye
Ab toh jaanejaa saath
Aja re shara ra mam mariya
Shara ra mam mariya
Jeeyega ham marega ham tere liye
Shara ra mam mariya
Naachega ham gaayega ham tere liye
Chaand taaron ke paas
Jaaye aasmaan mein ghar banaye
Ab toh jaanejaa saath aja re
Shara ra ram mariya
Shara ra mam mariya
Jeeyega ham marega ham tere liye
Shara ra mam mariya
Naachega ham gaayega ham tere liye
Chaand taaron ke paas
Jaaye aasmaan mein ghar banaye
Ab toh jaanejaa saath
Aja re shara ra ram mariya.