Shanivar tak woh song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chintapalli Prasad. This song was released on 01 Jan 2018.
Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain


Hum dono rehate hain ghar mein
Hisse daaro jaise
Baari baari kaam ghareloo
Kar lete hain aise
Khaana jaldi milta hain
Jab uski baari aati hain
Main to mard bibi meri
Poori aurat ban jaati hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain


Bibi uski karein nokari
Mard ko nahi ghawara
Pati hi keval kaam karein to
Mushkil ho ghujaara
Jhala na chulha to aaj kehete hain
Aaj upvaas humara
Pyaar se hi karte hain tasalii
Aur nahi koi chaara
Shanivar tak woh officer rehata hain
Shanivar tak woh officer rehata hain
Sanday jab aata hain mard
Aurat ban jaata hain.