Shama jalti hai magar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1948.
Shama jalti hai magar
Shama jalti hai magar
Jalta nahin parwaana
Jalta nahin parwaana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Saaqi teri mehfil ki
Saaqi teri mehfil ki
Badli huyi hai rangat
Badli huyi hai rangat
Marte hain pyaase lekar
Marte hain pyaase lekar
Chhoote nahin paimaana
Haan chhoote nahin paimaana


Wasl ki raat hai ye
Neend wo daale naadaan
Wasl ki raat hai ye
Neend wo daale naadaan
Pyaar ki baat hai ye
Aankh milaa le naadaan
Pyaar ki baat hai ye
Aankh milaa le naadaan
Chand roz jawaani hai
Chand roz jawaani hai
Isko nahin thhukraana
Isko nahin thhukraana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Shama jal rahi hai


Jeena hai aaj jee le
Kal ka hai kyaa thhikaana
Jeena hai aaj jee le
Kal ka hai kyaa thhikaana
Peena hai aaj peele
Kal ka hai kyaa thhikaana
Peena hai aaj peele
Kal ka hai kyaa thhikaana
Duniya ki nigaahon se
Duniya ki nigaahon se
Ab kis liye sharmaana
Ab kis liye sharmaana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Shama jal rahi hai