Shama hai bahar ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. Swinder Sabharwal. This song was released on 01 Jan 2018.
Shama hai bahar ka le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja


Naye shikari naye nishane
Bhul ja apne dard purane
Naye shikari naye nishane
Bhul ja apne dard purane
Najara din char ka, le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja
Shama hai bahar ka le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja


Teri jawani ke kitne sawere
Lut ke le gaye gham ke lutere
Teri jawani ke kitne sawere
Lut ke le gaye gham ke lutere
Gham nahi haar ka le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja
Shama hai bahar ka, le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja


Aanhko hi aankho me ek kahani
Kahati hai tujhse meri jawani
Aanhko hi aankho me ek kahani
Kahati hai tujhse meri jawani
Ishara hai bahar ka le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja
Shama hai bahar ka le le maja pyar ka
Aaja aaja saware aaja aaja baware ho aaja.