Sawan ke din aaye song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Freni M Variava, Lalit M Bijlani. This song was released on 11 Nov 1977.
Sawan ke din aaye
Sajanwa aan milo
Barkha jiya tarasaye
Sajanwa aan milo
Duri sahee naa jaye sajaniya
Yaad tumhari aaye sajaniya
Aan milo aan milo
Birha jiya tadapaye
Sajanwa aan milo
Sajaniya aan milo aan milo


Jaise ghata me bijuri chamake
Tir uthe mann me tham thamake
Tir uthe mann me tham thamake
Kaise koyee dhir
Bandhaye dhir bandhaye
Birha jiya tadapaye sajanwa
Aan milo yaad tumhari aaye
Sajaniya aan milo aan milo


Aag lagi hai thandi pawan me
Chhaya dhuwa sa
Hai ankhiya me
Chhaya dhuwa sa
Hai ankhiya me
Jale koyee tum bin
Hay tum bin hay
Birha jiya tadpaye
Sajaniya aan milo
Duri sahee naa jaye sajanwa
Yaad tumhari aaye sajaniya
Aan milo aan milo
Sawan ke din aaye
Sajanwa aan milo
Sajaniya aan milo
Aan milo aan milo.