Sawalon mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kavita Barjatya. This song was released on 25 Apr 2014.

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma
Nazar ye kisko dhundati
Dhuan hai dhuan
Phir kayi sargoshiyan
Kyun jalti hai tanhaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma
Nazar ye kisko dhundati
Dhuan hai dhuan

Uljhi yeh na suljhi aur uljhi dastan hai
Jiski naa ho manzil,
Ek aisa rasta hai
Uljhi ye naa suljhi aur uljhi dastan hai
Jiski naa ho manzil,
Ek aisa rasta hai

Phir kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma
Nazar ye kisko dhundati
Dhuan hai dhuan

Kyun har nazar mein ek,
Ajab si tishnagi hai?
Har sheh kyun achanak,
Lag rahi ajnabi hai?

Kyun har nazar mein ek,
Ajab si tishnagi hai?
Har sheh kyun achanak,
Lag rahi ajnabi hai?

Phir kayi sargoshiyan
Kyun jalti hai tanhaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma
Nazar ye kisko dhundati
Dhuan hai dhuan