Sau baar janam, kyaa soch rahaa hai rudraa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Avinash Adik. This song was released on 04 Jan 2002.
sau baar janam nahi milta milta hai ek baar o
sau baar janam nahi milta milta hai ek baar
rishte khun ke nahi banate baar baar
lut jaaye mit jaaye kat jaaye insaa rishto ke liye
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

aankh tisri khol de dushman ko ye bol de rudr rudr rudra
aankh tisri khol de dushman ko ye bol de
krodh kaaye taandav hai vo kaurav tu paandav hai

uda de, uda de, uda de dushmano ki nidra
ho kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

zulm ko sehna zulm hai aaj tera ye dharm hai

tere rakt ka jo kaatil hai uski maut teri manzil hai

vardaan shankar ka hai naam tera rudra