Sath chodu na tera chahe duniya ho khafa song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G.P. Sippy. This song was released on 28 Jul 1995.
lab pe dil ki bat hai aayi, mai kaise khamosh rahu
dhadkan kahti hai jo mujhse, kaise tujhse wo bat kahu
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, o rabba
wada todu na sanam chahe koi ho sitam
wada todu na sanam chahe koi ho sitam
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, ho rabba
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa

mai to jiungi tere intzar me, aasu piungi mai har ghadi pyar me
teri wafa pe mujhe etbar hai, dil kya hai tujhpe meri ja nisar hai
hona tha ek din dil ko diwana, kismat me to tha ye pyar aana
ho dil to maine sathiya nam tere likh diya
ho dil to maine sathiya nam tere likh diya
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, o rabba
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa

khamosh dharti falak bejuban hai, apni mohbbat ka ye imthan hai
rishte dilo ke koi tod na sake, tufa ki dhara koi mod na sake
hum to likhenge apna fasana, jo ji me aaye karle jamana
teri baho me rahu dard tera mai sahu
teri baho me rahu dard tera mai sahu
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, o rabba
wada todu na sanam chahe koi ho sitam
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, o rabba
sath chodu na tera chahe dunia ho khafa
ye hai mera faisla kya hai tera faisla, o rabba

o mere rabba tune ye kya kiya, milna jo chaha wo humko juda kiya
mangi khushi to gum ki saja mili, humne wafa ki humko jaza ki
humse khafa hai sari khudi, humne ye kaise takdir pai
pyar me du zindagi, jake karlu khud khushi
ye hai mera faisla, kya hai tera faisla, o rabba