Sargamwali tu diwali masti bhari song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1989.
Sargamwali tu diwali masti bhari
Meri jawani hui deewani yaara teri
Jaane jigar baaho mein aaja
Dil ki dhadkno mein tu sama
Mausam albela aaja aaja dafli baja
Sargamwali tu diwali masti bhari
Meri jawani hui deewani yaara teri
Jasane jigar baaho mein aaja
Dil ki dhadkno mein tu sama
Mausam albela aaja aaja dafli baja


Nachu gaau dhoom machau
Leke tera naam
Phisla jaaye machla jaaye
Dil ko zara tham
Jhatke pe jhatka aisa
Dun main tujh ko abhi
Uljha dil uljha zulfo
Mein jaake tere tabhi
Pyar mein hai nasha bada
Chaand ka hai tu tukda
Aankhe meri pyasi hai aaja
Raja dafli baja
Sargamwali tu diwali masti bhari
Meri jawani hui deewani yaara teri


Gaal tere gol gol hoth lal lal
Aankho mein masti bhar
Ke naach tu kamaal
Ham dono aa milke
Duniya nayi basayenge
Barsi aur khushiyaa
Aa is ko sajayenge
Chhota sa yeh ghar hoga
Jeevan safal hoga
Shaadi pe baje baaja
Baaje shenayiya
Sargamwali tu diwali masti bhari
Meri jawani hui deewani yaara teri
Jaane jigar baaho mein aaja
Dil ki dhadkno mein tu sama
Mausam albela aaja aaja dafli baja
Sargamwali tu diwali masti bhari
Meri jawani hui deewani yaara teri.