Sare zamane mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Doondi. This song was released on 18 Sep 1981.
Sare zamane mein
Bas ek deewana tu
Aur ek hasina hu main
Ek pyasa rahi tu mast
Sawan mahina hu main
Are wai wai wai
Sare zamane mein
Bas ek deewana tu
Aur ek hasina hu main


Pyar mein mere lakho deewane
Chahe yeh dil khona
Main wo pari hu jo dil chu du
Wo ho jaaye sona
Chahat ka tohfa hu
Husn ka ek nagina hu main
Are wai wai wai
Sare zamane mein
Bas ek deewana tu
Aur ek hasina hu main


Tere dil mein pyas hai meri
Mera dil tera pyasa
Tere dil mein pyas hai meri
Mera dil tera pyasa
Aise nigahe fer na humse
Haske to dekh jara sa
Jo tere khwabo mein aaye
Wo nazamina hu main
Are wai wai wai
Sare zamane mein
Bas ek deewana tu
Aur ek hasina hu main


Tu bhi akela dil bhi akela
Main bhi jaha mein akeli
Tu bhi akela dil bhi akela
Main bhi jaha mein akeli
Koi jisko samjh na paya
Main ek aisi paheli
Na jiska koi majhi ek
Aisa sakina hu main
Are wai wai wai
Sare zamane mein
Bas ek deewana tu
Aur ek hasina hu main.