Sara shahar aaj jagega song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P G Shrikant. This song was released on 31 Oct 1997.
Uff kya ladki hai
Uff kya jadu hai
Uff kya ladki hai
Uff kya jadu hai


Sara shahar aaj jagega
Main sab ki ninde udha lungi
Sara shahar aaj jagega
Main sab ki ninde udha lungi
Sab dekhte rah jayenge
Main sabke dil ko chura lungi
Sara shahar aaj jagega
Main sab ki ninde udha lungi


Hotho se kam in aanhko se main
Bate jyada karti hu
Hotho se kam in aanhko se main
Bate jyada karti hu
Kal fir milungi main is jagah
Mai tumse wada karti hu
Lekin main kal nahi aaungi
Koi bahana bana lungi
Sara shahar aaj jagega
Main sab ki ninde udha lungi


Yu chand ke sath aati hu main
Yu chand ke sath jati hu main
Yu chand ke sath aati hu main
Yu chand ke sath jati hu main
Chhup jati hu badlo main kabhi
To phir bahut yaad aati hu main
Na jane kab in julfo ka
Mukhado pe ghunghat gira lungi


Sara shahar aaj jagega
Main sab ki ninde udha lungi
Sab dekhte rah jayenge
Main sabke dil ko
Main sabke dil ko chura lungi


Uff kya ladki hai
Uff kya jadu hai.