Sapera re zehar utaar song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sapera re zehar utaar
Mera zehar utaar
Sapera re


Naagan preet ki das gayi mohe
Naagan preet ki das gayi mohe
Jaage dard hazaaar
O o sapera re zehar utaar
Mera zehar utaar


Man tootaa tan chhaayi zardi
Man tootaa tan chhaayi zardi
Been bajaa ab to bedardi
Been bajaa ab to bedardi
Kab se rahi khumaaar
O o sapera re zehar utaar
Mera zehar utaar


Ankhiyaan saawan ko jo barsen
Ankhiyaan saawan ko jo barsen
Mein mora jiyara tarse
Mein mora jiyara tarse
Zehar ki lehren apaar
O o sapera re zehar utaar
Mera zehar utaar.