Samay bada balwan hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. K. Parivar. This song was released on 01 Jan 1991.
Samay ke chakar se jeevan mein
Koi nahin bach paya chand aur
Suraj ko bhi gras le samay ki kali
Chaya samaye ne mati mari
To kaikai ne wo aag lagai


Jali ayodhya ram se bichda bharat
Jaisa bhai bharat jaisa bhai
Samay ki aandhi samay ki
Andhi mein ud jaye tinke sa insan re
Bhiya samaye bada balwan samaye
Bada balwan re bhiya samay
Bada balwan.