Sakiya uff teri ye ada song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sakiya uff teri ye ada
Sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba
Bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba


Duniya ko becha hai
Paimane bhar ke
Hum to hai pyase
Teri nazar ke
Duniya ko becha hai
Paimane bhar ke
Hum to hai pyase
Teri nazar ke


Humko teri mai se bahla
Kya vasta kya vasta
Sakiya uff teri ye ada
Sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba
Bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba


Wo maye buri hai jo hosh uda de
Aisi pila de jo hosh mila de
Wo maye buri hai jo hosh uda de
Aisi pila de jo hosh mila de
Bahake hue sambhale zara
Aisi pila ae aisi pila


Sakiya uff teri ye ada
Sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba
Bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba.