Sajni song is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 07 Feb 2019.
Tu soyi rahe
Main jaaga rahoon
Teri bhakti mein gungunta rahun
Tere nakhron se tu satati rahi
Ab kya karein...

Bahaano se tu kataati rahi
Aur phir bhi main tujhko takta rahun
Tujhe lagta hai tu sitaron se hai
Ab kya karein...

Sajni main tujh mein khoya khoya rahun
Aur tu ye nahi jaane
Jaanu main bhi ki tu mujhko satati rahi
Par dil ye nahi maane

Meri baaton mein tu
Mere khwabon mein bhi
Ye dhun hai teri
Yeh teri ghadi

Mujhe lagta hai tu hawaon mein hai
Ab kya karein
Na maine kaha
Na tujhko khabar
Bas kat’ta hai yeh hamara safar
Tu bholi si hai
Par ziddi hai tu
Ab kya karein...

Sajni main tujhko chupke se takta rahun
Aur tu ye nahi jaane
Jaanu main bhi ki tu mujhko satati rahi
Par dil ye nahi maane