Sajana maine hain tumko dil diya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V.L. Ahuja, H.P. Trivedi. This song was released on 03 Jul 1992.
Sajana maine hain tumko dil diya
Dil lekar pyaar nibha na
Dekho ji bhul na jaana
Tum bin jeena hain dushwar
Sajani maine hain tumko dil diya
Dil lekar pyaar nibha na
Dekho ji bhul na jaana
Tum bin jeena hain dushwar
Sajana sajani


Dil mein mujhe chhupale
In do aankhon mein basa le
Janam janam ki hoon main pyaasi
Mujhko gale laga le laga le
Tum sajani bholi bhaali
Ye dil hain tera sawaali
Main to ik paagal bhawra hoon
Tu phoolo ki daali
Sajana maine hain tumko dil diya
Dil lekar pyaar nibha na
Dekho ji bhul na jaana
Tum bin jeena hain dushwar
Sajana sajani


Waada na tod jaana
Munh mod ke na jaana
Iss duniya ke kisi mod pe
Mujhe chhod na jaana
Kyaa meri mohabbat kam hain
Tujhko kis baat kaa gham hain
Tab tak pyaar karunga tujhse
Jab tak dam mein dam hain
Sajana maine hain tumko dil diya
Dil lekar pyaar nibha na
Dekho ji bhul na jaana
Tum bin jeena hain dushwar


Sajani maine hai tumko dil diya
Dil lekar pyaar nibha na
Dekho ji bhul na jaana
Tum bin jeena hain dushwar
Sajana sajani.