Sajan tum hamen song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Upendra Jha. This song was released on 01 Jan 2018.
Sajan tum hamen yunhi
Sataya na karna
Sajan tum hamen yunhi
Sataya na karna
Kahi tum hamen man se
Bhulaya na karna
Kahi tum hamen man se
Bhulaya na karna
Sajan tum hamen
Yunhi sataya na karna


Man mein viraje murat hain teri
Man mein viraje murat hain teri
Chalke hain naina yaad mein teri
Chalke hain naina yaad mein teri
Yaad mein teri
Sada tum chupake hamen
Man mein rakhna
Sada tum chupake hamen
Man mein rakhna
Kahi tum hamen man se
Bhulaya na karna
Sajan tum hamen
Yunhi sataya na karna


Jaha bhi mai dekhu
Waha tu hi tu hain
Jaha bhi mai dekhu
Waha tu hi tu hain
Prem dagar ka sathi bhi tu hain
Prem dagar ka sathi bhi tu hain
Sathi bhi tu hain
Suno mere chaliye
Kabhi chal na karna
Suno mere chaliye
Kabhi chal na karna
Kahi tum hamen man se
Bhulaya na karna
Sajan tum hamen
Yunhi sataya na karna


Charno mein tere hain meri kashi
Charno mein tere hain meri kashi
Yug yug se hoon main teri dasi
Yug yug se hoon main teri dasi
Main teri dasi
Daya karke mujhko
Sharan mein tum rakhna
Daya karke mujhko
Sharan mein tum rakhna
Kahi tum hamen
Man se bhulaya na karna
Kahi tum hamen
Man se bhulaya na karna
Sajan tum hamen
Yunhi sataya na karna.