Saiyyan song is sung by . Record label of this song is Sony Music India. The music of this song is composed by . This song was released on 08 Mar 2023.
Heere Moti Main Na Chahun
Main Toh Chahun Sangam Tera
Main Toh Teri Saiyyan
Tu Hai Mera


Saiyyan Saiyyan
Tu Jo Chhoo Le Pyar Se
Aaraam Se Mar Jaaun


Aaja Chanda Baahon Mein
Tujhmein Hi Gum Ho Jaaun Main
Tere Naam Mein Kho Jaaun
Saiyaan Saiyaan


Mere Din Khushi Se Jhoomein
Gaayein Raatein
Pal Pal Mujhe Doobayein
Jaate Jaate


Tujhe Jeet Jeet Haarun
Yeh Praan Praan Vaarun
Haaye Aise Main Niharun
Teri Aarti Utarun


Tere Naam Se Judein Hain
Saare Naate
Saiyaan Saiyaan


Banke Mala Prem Ki
Tere Tan Pe Jhar Jhar Jaaun
Baithun Naiya Preet Ki
Sansaar Se Tar Jaaun Main


Tere Pyar Se Tar Jaaun
Saiyyan Saiyyan


Yeh Naram Naram Nasha Hai
Badhta Jaaye
Koyi Pyar Se Ghunghatiya
Deta Uthaye


Ab Bawara Hua Mann
Jag Ho Gaya Hai Roshan
Yeh Nayi Nayi Suhagan
Ho Gayi Hai Teri Jogan


Koyi Prem Ki Pujaran
Mandir Sajaye


Saiyaan Saiyaan
Saiyaan Saiyaan..


Heere Moti Main Na Chahun
Main Toh Chahun Sangam Tera
Saiyaan


Main Na Jaanu Tu Hi Jaane
Main Toh Teri Tu Hai Mera
Saiyaan


Main Na Jaanu Tu Hi Jaane
Main Toh Teri Tu Hai Mera
Main Toh Teri

Tu Hai Mera