Saiyan ne jo teri pakadi na baiyan song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijay Tolani. This song was released on 03 Mar 2000.
Saiyaan.. more saiyaan
Bahiyan pakdo na bahiyan..
Saiyaan re..

To keh de tu kya kya karegi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Saiyaan ne jo meri pakdi na bahiyan
To sun lo main kya kya karoongi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Angna mein kuiyaan hai
Kuiyaan mein paani hai
Pani mein doob maroongi
Hey.. angna mein kuiyaan hai
Kuiyaan mein paani hai
Pani mein doob maroongi

Hey saiyan ne jo teri pakadi na baiyan
To keh de tu kya kya karegi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Saiyaan ne jo meri pakdi na bahiyan
To sun lo main kya kya karoongi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Chauke mein choolha hai
Chulhe mein agni hai
Agni mein jal ke maroongi
Baagon mein peepal hai
Peepal pe rassi hai
Rassi pe phaansi chadhoongi

Yeh pyari si gudiya hai ya hai dhamaka
Hai jaadu ki pudiya ya hai yeh patakha
Kamar iski naazuk aur tirchhi adaayein
Umar ke yeh jalave deewana banaayein
Soni soni kudi.. aape le jaange
Jinna nu lage pyari.. aape le jaange
Jinna nu lage pyari.. aape le jaange
Oye balle yeah..

Hey saiyan ne jo teri pakadi na baiyan
To keh de tu kya kya karegi
Keh de tu kya kya karegi?
Saiyaan ne jo meri pakdi na bahiyan
To sun lo main kya kya karoongi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Station pe patri hai
Patri pe gaadi hai
Gaadi se kat ke maroongi
Pallu mein sheeshi hai
Sheeshi mein zehar hai
Zehar main pee ke maroongi

Hey saiyan ne jo teri pakadi na baiyan
To keh de tu kya kya karegi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Saiyaan ne jo meri pakdi na bahiyan
To sun lo main kya kya karoongi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Jhumri talaiya mein paani ki tanki hai
Tanki mein kood maroongi
Haaye ungli mein chhalla hai
Chhalle mein heera hai
Heera main kha ke maroongi

Chak de fatte tu balle balle oye
Tu nach ke dikha zara haule haule oye
Marta hoon main bhi hansi pe tumhaari oye
Main bhi hoon kunwara tu bhi hai kunwaari oye
Soni soni kudi aape le jaange
Jinna nu lagge pyari.. aape le jaange
Jinna nu lagge pyari.. aape le jaange
Ho balle yeah!

Dhamki se teri jo woh na dara to
Maanega jo na woh tera kaha to
Phir bhi jo zid pe hi adaa raha to
Keh de tu kya kya karegi?
Saiyaan ne jo meri pakdi na bahiyan
To sun lo main kya kya karoongi
Kya kya karegi?
Kya kya karegi?
Kya kya karegi
Banke dulhaniya main baith ke doli mein
Ghar jaake uske rahoongi

Angna mein kuiyaan hai
Kuiyaan mein paani hai
Pani mein doob maroongi
Chauke mein choolha hai
Chulhe mein agni hai
Agni mein jal ke maroongi
Baagon mein peepal hai
Peepal pe rassi hai
Rassi pe phaansi chadhoongi
Station pe patri hai
Patri pe gaadi hai
Gaadi se kat ke maroongi
Pallu mein sheeshi hai
Sheeshi mein zehar hai
Zehar main pee ke maroongi
Jhumri talaiya mein paani ki tanki hai
Tanki mein kood maroongi
Angna mein kuiyaan hai
Kuiyaan mein paani hai
Pani mein doob maroongi
Angna mein kuiyaan hai
Kuiyaan mein paani hai
Pani mein doob maroongi