Sadak pyar ki kadak badi hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. K. Adarsh. This song was released on 05 Nov 1959.
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har unche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har unche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak


Are sambhal sambhal chal
Mod mod par
Accident ka dar hai
Kahi police wala na likhle
Jo piche numbar hai
Dilwalo badnam na hona
Jhuth muth farkar mein
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har unche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak


Pyar ka sauda padega mahenga
Soch samjh kar badhna
Romio juliet laila majnu
Sabki kitabe padhna
Ghate hi ko nafa samjh kar
Pyar ke karobar mein
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har uche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak


Picha agar lage karne do
Dushman duniya wale
Chor lutere daku aage
Aakar dhul uchale
Daba ke actilator daudo
Kutte ki raftar mein
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har uche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak badi hai
Har uche bazaar mein
Agar par karna to baitho
Dil ki motar car mein
Sadak pyar ki kadak.