Sab kuch badal gaya hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . It is produced by Anup Jalota, Chaitannyaswami. This song was released on 12 Jul 2013.
Fiza itni haseen pehle kyun na thi
Hawaaon mein aisi nami pehle kyun na thi..

Dil mein nayi umangein pehle kyun na thi

Sab kuch badal gaya hai jab se mile ho tum
Dil kuchh bahal gaya hai jab se mile ho tum..

Ho! boy I don't know why I am lost in you oh boy
I don't know why I think of you oh boy
Don't know why you are the only one that comes to my mind..
Sab kuch badal gaya hai jab se mile ho tum
Dil kuchh bahal gaya hai jab se mile ho tum..

Kyun zindagi mein pehle [koi kami si thi]
Kyun har khushi bhi pehle [jaise thami si thi]

Kyun bandagi bhi pehle na bandagi si thi..
Kyun dilkashi jahaan ki aisi lagi na thi..

Sab kuchh badal gaya hai jab se mile ho tum
Dil kuchh bahal gaya hai jab se mile ho tum..
Sab kuch badal gaya hai jab se mile ho tum
Dil kuchh bahal gaya hai jab se mile ho tum..

Kyun bekhudi mein pehle aisa nasha na tha
Kyun aasmaan pe dil ke koi sama na tha

Kyun karwaan khushi ka pehle chala na tha
Kyun dard-e-dil mein aakhir koi maza na tha